![]() |
Bad dilli mein be qaraari ko qaraar aaya to kia
Bad dilli mein be qaraari ko qaraar aaya to kia
pa payaada ho k koi shah sawaar aaya to kia zindagy ki dhoop mein murjha gaya mera shabab ab bahar aaye to kia, abr e bahar aaya to kia mere taiwar bujh gaye , meri nigahein jal gayein ab koi aaina roo, aaina daar aaya to kia ab jab k janana tum ko hai sab hi per aitbaar ab tum ko janana mujh pe aitbaar aaya to kia woh to ab bhi khawab hai, baidaar beenayee ka khawab zindagy main khawab mein us k guzaar aaya to kia |
Re: Bad dilli mein be qaraari ko qaraar aaya to kia
zindagy ki dhoop mein murjha gaya mera shabab
ab bahar aaye to kia, abr e bahar aaya to kia mere taiwar bujh gaye , meri nigahein jal gayein ab koi aaina roo, aaina daar aaya to kia Nice 1 |
Re: Bad dilli mein be qaraari ko qaraar aaya to kia
thanks
|
All times are GMT +5. The time now is 06:01 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.