![]() |
Zindagi tham si gayi
Zindagi tham si gayi Zindgi thamm si gayee ha uske janey ke baad woh zakham phir hara ho giya nam uska duhrane ke baad yadoun ka ik toufan umad para ha dil mien zahen mien sanam ka khiyal aaney ke baad shayed hum purey na utar sakey uskey miyaar per islayee woh humien chor gia aazmaney ke baad ghumoun mien be rahat si lagti ha mughey usko apney tusawar mien laaney ka baad woh itna door hogia ha mugh se niyazi phir lote ker na aaia mere laakh bulaney ke baad |
Re: Zindagi tham si gayi
yadoun ka ik toufan umad para ha dil mien
zahen mien sanam ka khiyal aaney ke baad Awsummm Wording |
Re: Zindagi tham si gayi
wasy mojhy poetry itni pasand nahi.. boht hi kaam jiss main koe asi baat ho jiss ko parh kay dil khod kahy awesomeeeee.very nice sharing . agar aap ki sari sharing asi hai tu main zorror parhny ki koshish kron ga :)
|
Re: Zindagi tham si gayi
hmmm thanks
|
All times are GMT +5. The time now is 06:55 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.