![]() |
Jazbon ki Tabdeeli
Jazbon ki Tabdeeli jazbon k badalnay say mausam bhi badaltay hain mujhay ab ehsaas hota hai yahi barish jo meri tanhai main mujhay ghanton rulati hai mujhay pehron stati hai yahi barish hamein jana kabhi kitna lubhati thi hazaron muskurahtian yah apnay saath lati thi yah sooraj doobnay say pahlay shaam ka manzar hamain apnay sehar main ghair laita tha baharon main chatktay phhol kaliyan bhi hamari khushion ka hissa thi magar ab!!!! sooraj ddobnay say pahlay shaam ka manzar meri ankhon k goshon ko pur'nam sa karta hai chataktay phhol kaliyon say mera dil ab darta hai hamary darmiyan faslon k barhnay say manzar kaisay badlay hain ab ehsaas hota hai k jazbon k badalnay say mausam bhi badaltay hain k jazbon ki tabdeeli Mamooli tu nahin hoti |
Re: Jazbon ki Tabdeeli
hamary darmiyan faslon k barhnay say
manzar kaisay badlay hain ab ehsaas hota hai k jazbon k badalnay say Zaberdast |
Re: Jazbon ki Tabdeeli
بہت عمدہ اور بہت پیاری شرینگ |
Re: Jazbon ki Tabdeeli
Thanks for liking Shaam,Shayaan & Jumka Jee
|
Re: Jazbon ki Tabdeeli
zaberdast sharing M A H I
|
Re: Jazbon ki Tabdeeli
Bohat Khoob Mahi
|
Re: Jazbon ki Tabdeeli
Thx for liking Hadi & Owi
|
All times are GMT +5. The time now is 11:25 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.