![]() |
Kahin Aarzo-e-Safar Nahe, Kahin Manzilon Ko Khabar Nahe
Kahin Aarzo-e-Safar Nahe, Kahin Manzilon Ko Khabar Nahe Kahin Raasta He Andher Hai, Kahin Paa Nahe Kahin Par Nahe Mujhy Izteraab Ki Chaah Thi, Mujhy Be_Kali Ki Talaash Thi Un he Khwahishaat K Jurm Mein Koi Ghar Nahe, Koi Dar Nahe Koi Chaand Tootay Ya Dil Jalay Ya Zameen Kahin Say Ubal Parray Hum Aaseer Surat-e-Haal Hain, Humein Hadsaat Ka Dar Nahe Aye Hawa-e-Ghum Zara Meray Saath Reh, Meray Saath Chal Meray Saath Meray Qadam Nahe Meray Saath Meri Nazar Nahe Ye Umar Bhar Ki Riazatein, Ye Nagar Nagar Ki Musafatein Ye Rog Hain Mah-o-Saal K, Ye Gardishein Hain Safar Nahe... . |
Re: Kahin Aarzo-e-Safar Nahe, Kahin Manzilon Ko Khabar Nahe
Aye Hawa-e-Ghum Zara Meray Saath Reh, Meray Saath Chal
Meray Saath Meray Qadam Nahe Meray Saath Meri Nazar Nahe Awsummm |
Re: Kahin Aarzo-e-Safar Nahe, Kahin Manzilon Ko Khabar Nahe
thanks
|
Re: Kahin Aarzo-e-Safar Nahe, Kahin Manzilon Ko Khabar Nahe
gr8 sharing
|
All times are GMT +5. The time now is 02:49 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.