![]() |
>> Bhulana chaha to bhulane ki Inteha kar di <<
Zamee'n pe chal na saka, Aasman se b gaya Kata kia par ko, Parinda uraan se b gaya Tabaah kar gai Pakke makaan ki Khuwahish Mei apne gaon k, Kache makaan se b gaya Parai aag mei Kood k kia mila tujh ko Usay bacha na saka, apni Jaan se b gaya Bhulana chaha to bhulane ki Inteha kar di Woh shaKhs mere Vehm-o-Gumaan se b gaya Kisi k hath ka nikla hua Woh Teer hon mei Hadaf ko chuu na saka, aur Kamaan se b gaya... |
Re: >> Bhulana chaha to bhulane ki Inteha kar di <<
Bhulana chaha to bhulane ki Inteha kar di
Woh shaKhs mere Vehm-o-Gumaan se b gaya Kisi k hath ka nikla hua Woh Teer hon mei Hadaf ko chuu na saka, aur Kamaan se b gaya... its great |
Re: >> Bhulana chaha to bhulane ki Inteha kar di <<
~nice Sharing~ and keep sharing* |
Re: >> Bhulana chaha to bhulane ki Inteha kar di <<
Bhulana chaha to bhulane ki Inteha kar di
Woh shaKhs mere Vehm-o-Gumaan se b gaya so nice......... |
Re: >> Bhulana chaha to bhulane ki Inteha kar di <<
اپ دونوں کا بہت بہت شکریہ |
Re: >> Bhulana chaha to bhulane ki Inteha kar di <<
zbrdst :thumbsup:
|
Re: >> Bhulana chaha to bhulane ki Inteha kar di <<
بہت شکریہ
|
Re: >> Bhulana chaha to bhulane ki Inteha kar di <<
Bahut khoob..................
Very nice sharing........................... |
Re: >> Bhulana chaha to bhulane ki Inteha kar di <<
بہت بہت شکریہ
|
Re: >> Bhulana chaha to bhulane ki Inteha kar di <<
Nice Sharing........
|
All times are GMT +5. The time now is 08:24 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.