![]() |
Hath Uthayey Hain Mager Lab Pay Dua Koee Nahi
Hath Uthayey Hain Mager Lab Pay Dua Koee Nahi
.................................................. .............................. 1) Hath Uthayey Hain Mager Lab Pay Dua Koee Nahi Ke Ebadat Bhi Tu Wo Jis Ke Jaza Koee Nahi 2) Yah Bhi Waqt Aana Tha , Ab Tu Goosh Pur Awaz Hai Or Meray Brabt Dil Main Sada Koee Nahi 3) Aa Kay Ab Tasleem Kar Lain Tu Nahi Tu Main Sahi Koon Manay Ga Kah Ham Main Bay Wafa Koee Nahi 4) Waqt Nay Wo Khaak Uraee Hai Kah Dil Kay Dasht Say Qaflay Guzartay Hain Pher Bhi Naqsh -e- Pa Koee Nahi 5) Khud Ko Yoon Mahsoor Kar Betha Hoon Apni Zaat Main Manzilain Charoon Taraf Hain Rasta Koee Nahi 6) Kesay Rastoon Say Chalay Or Kis Jaga Ponhchay Faraz Ya Hajoom -e- Dostaan Tha Sath Ya Koee Nahi |
Re: Hath Uthayey Hain Mager Lab Pay Dua Koee Nahi
Aa Kay Ab Tasleem Kar Lain Tu Nahi Tu Main Sahi
Koon Manay Ga Kah Ham Main Bay Wafa Koee Nahi Khud Ko Yoon Mahsoor Kar Betha Hoon Apni Zaat Main Manzilain Charoon Taraf Hain Rasta Koee Nahi bohat hi zabrdst rose |
Re: Hath Uthayey Hain Mager Lab Pay Dua Koee Nahi
bahut ala ghazal
|
Re: Hath Uthayey Hain Mager Lab Pay Dua Koee Nahi
Thanks
|
All times are GMT +5. The time now is 09:50 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.