![]() |
-- GhaM e JaNaN --
Gham-e-jaanaaN ko Gham jaane hu'e haiN Khirad vaale bhii diivaane hue'e haiN idhar aa ai Khushii, ai muKhbir-e-Gham tujhe ham Khuub pahchaane hu'e haiN bahut Khush haiN merii gustaaKhion par ba-zaahir jo buraa maane hu'e haiN Khudaa samjhaane vaaloN se bachaaye ham ab sach-much hii diivaane hu'e haiN maiN naa-vaaqif nahiiN dair-o-haram se ye viiraane mere chhaane hu'e haiN khaRe haiN mai-kade ke dar pe zaahid na jaane dil meN kyaa Thaane hu'e haiN daur meN zikr-e-muhabbat yaqiinan aap diivaane hu'e haiN... |
gud
|
Quote:
|
v.nyc.
|
:D
|
wah nce one janab
Zindagi mein mohabbat ka khumar kya hota hai Dil se dilbar ka milaap kya hota hai Tum toh bewafa ho tumhe kya pata Ke pyaar ka haseen ahsaas kya hota hai? |
very nice
|
keya baat hey himmi tum romantic lagty nahi per poetry ke collection bht khoob hey ..:flower4u:
|
Quote:
|
ty tanhai:D
|
All times are GMT +5. The time now is 02:47 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.