![]() |
mera ji hai jab tak teri justaju hai
mera ji hai jab tak teri justaju hai
zaban jab talak hai yahi guftagu hai Khuda jane kya hoga anjam is ka main besabar itna hun wo tund khu hai tamana hai teri agar hai tamana teri arzu hai, agar arzu hai kiya sair hamne gulzar-e-duniya gul-e-dosti main ajab rang-o-bu hai ganimat hai ye did wa did-e-yaran jahan mund gayi ankh, main hun na tu hai nazar mere dil ki pari "dard" kis par jidhar dekhta hun wohi ru-ba-ru hai |
Re: mera ji hai jab tak teri justaju hai
Gud 1 ,,
|
Re: mera ji hai jab tak teri justaju hai
Thanksssssssssss
|
Re: mera ji hai jab tak teri justaju hai
zaberdast bohat khoob
|
Re: mera ji hai jab tak teri justaju hai
Thanksssssssssssssssssss
|
All times are GMT +5. The time now is 10:23 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.