![]() |
Humain Koi Ghum Nahi Tha Ghum-e-Ashqi Se Pahle
Humain koi Ghum nahi tha Ghum-e-ashqi se pahle na thi dushmani kisi se teri dosti se pahle hai ye meri badnasibi tera kya qasoor is main tere Ghum ne mar Dala mujhe zindgi se pahle mera pyar jal raha hai ai chand aj chup ja kabhi pyar tha humain bhi teri chandni se pahle mai kabhi na muskurata jo mujhe ye ilm hota ki hazaron Ghum milenge mujhe ik Khushi se pahle ye ajeeb imtehan hai ki tumhi ko bhulana hai mile kab the is tarah hum tumhain bedili se pahle |
hmmmmm good.
|
bohat khoob keya baat hey janab aap ke
|
Wah Wah
|
Re: Humain Koi Ghum Nahi Tha Ghum-e-Ashqi Se Pahle
Thnx.......
|
Re: Humain Koi Ghum Nahi Tha Ghum-e-Ashqi Se Pahle
Nice Sharing
|
Re: Humain Koi Ghum Nahi Tha Ghum-e-Ashqi Se Pahle
Thnxxxxxxxx
|
Re: Humain Koi Ghum Nahi Tha Ghum-e-Ashqi Se Pahle
:bu:....
|
Re: Humain Koi Ghum Nahi Tha Ghum-e-Ashqi Se Pahle
buhat umda
|
Re: Humain Koi Ghum Nahi Tha Ghum-e-Ashqi Se Pahle
Very Nice
|
All times are GMT +5. The time now is 03:45 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.