![]() |
Asmaan ka Tara !
Jitna bhi usko sochon utna hi door paon jitna bhi usko chahoon khud hi bikharti jaon main aam si musafir be-aas … be-sahara wo door kahein basta ek Aasmaan ka tara main rait se ulajhti sehraon ki hawa hoon wo sahilon pe chalta bad-e-saba ka jhonka Haan farq to bht hai par baat ye faqat hai main laakh toot jaon khud hi se rooth jaon Par Ye Na hoga Mujhse K Main USKO bhool jaon Parveen Shakir |
Re: Asmaan ka Tara !
Buhat Khubsorat alfaz istemal kiye hain, Buhat alaa choice.
|
Re: Asmaan ka Tara !
main laakh toot jaon
khud hi se rooth jaon Par Ye Na hoga Mujhse K Main USKO bhool jaon really nice Mahi. |
Re: Asmaan ka Tara !
Wow Awsummm...
|
Re: Asmaan ka Tara !
nice sharing
|
Re: Asmaan ka Tara !
wah wah......Buht Umdaaa
|
Re: Asmaan ka Tara !
Thnx all..........
|
Re: Asmaan ka Tara !
Hmmm Good One
|
Re: Asmaan ka Tara !
Zabardst sharing |
Re: Asmaan ka Tara !
nice......
|
All times are GMT +5. The time now is 07:05 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.