![]() |
Tumhein bhulana hi aval to dastaaras mein nahi
Dayaar-e-gair mein kaise tujhe sada dete
tu mil bhi jata to tujhe gawa dete. Tumhi ne ham ko sunaya na apna dukh warna dua woh karte ke ham aasmaan hila dete. Hamein yeh zom raha ab ke woh pukaarenge unhein yeh zid thi k har baar ham sada dete. Woh tera gam tha k taseer mere lahje ki ke jis ko haal sunaate use rula dete. Tumhein bhulana hi aval to dastaaras mein nahi jo ikhtiyar bhi hota to kya bhula dete. Tumhaari yaad ne koi jawab hi na diya mere khiyal ke aansu rahe sada dete. |
Re: Tumhein bhulana hi aval to dastaaras mein nahi
Zaberdast
|
Re: Tumhein bhulana hi aval to dastaaras mein nahi
thanks
|
Re: Tumhein bhulana hi aval to dastaaras mein nahi
Woh tera gam tha k taseer mere lahje ki
ke jis ko haal sunaate use rula dete. Zabardsat... |
Re: Tumhein bhulana hi aval to dastaaras mein nahi
Thanks
|
All times are GMT +5. The time now is 02:01 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.