![]() |
Kisay Khabr K Humain aab bhi Yaad hay Mohsin
BaJuz Hava Koi na Janay Silsilay Teray
Main Ajnabi hOn KerOn Kis se Tazkiray Teray Yah Kaisa Faraib Ka MaOusam hay aay Nigar-e-Chaman Hava Main Rang Na KhushbOo Main Zaiqay Teray Kahan se LaaOn Tera aks apni AankhOn Main yah lOg Dekhnay Aaye hain Aainay Teray Gull'On Ko Zakham, SitarOn kO apnay ashk KahOn SunaOn Khud Ko Teray baad Tabsiray Teray Yah Derd Kam tuo nahi Kay Tu Humain na Mila Yah aur baat hay Kay Hum bhi na hO sakay Teray JudayiOn Ka Tasawur rulaa gia Mujh KoO....!! Charagh Shaam se Pahlay hi Bujh gaye Teray Hazar Neend JalaOn Teray baad Mager........! Main Khuwab Main bhi Na DekhOn wOh rat-Jagy Teray Hawaen MOusam-e-Gull Ki hain Loriyan Jaisay Bikher gaye hOn HawaOn Main Qahqay Teray Kisay Khabr K Humain aab bhi Yaad hay Mohsin Woh Kerwaten Shab-e-Ghum Ki Woh hOsaly Teray |
Re: Kisay Khabr K Humain aab bhi Yaad hay Mohsin
V Nicee
|
Re: Kisay Khabr K Humain aab bhi Yaad hay Mohsin
thanks
|
Re: Kisay Khabr K Humain aab bhi Yaad hay Mohsin
Kia baat hai janab Zabardast..
|
Re: Kisay Khabr K Humain aab bhi Yaad hay Mohsin
thanks
|
Re: Kisay Khabr K Humain aab bhi Yaad hay Mohsin
wah wah bht khoobb
|
Re: Kisay Khabr K Humain aab bhi Yaad hay Mohsin
nice one.
|
Re: Kisay Khabr K Humain aab bhi Yaad hay Mohsin
thanks
|
All times are GMT +5. The time now is 07:01 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.