![]() |
jab uss ke dar se utha, malaal koi na tha
jab uss ke dar se utha, malaal koi na tha ke mairi jholli maiN baqi sawaal koi na tha bahaar aai to apnay siwaey zindaaN ke tamaam sheHer maiN paraishaan haal koi na tha kahaaN se la ke bichaeY tumari raaH maiN phool ke daal daal to kya, khaal khaal koi na tha wo dinn hi theek the jab dill maiN rutt badalnay ka gumaan o khuvaab, yaqeen o khayaal koi na tha yaqeen kar ke tairri aankh uthne se pehlay mairri nigaaH ke sheeshay maiN jaal koi na tha huwa jo yooN to ye khoobi tairre hunar ki thi marri wafaooN maiN mairra kamaal koi na tha |
Re: jab uss ke dar se utha, malaal koi na tha
Nice 1
|
Re: jab uss ke dar se utha, malaal koi na tha
thanks
|
Re: jab uss ke dar se utha, malaal koi na tha
Zabardast....
|
Re: jab uss ke dar se utha, malaal koi na tha
thanks
|
Re: jab uss ke dar se utha, malaal koi na tha
Good one....
|
Re: jab uss ke dar se utha, malaal koi na tha
Thankssss
|
Re: jab uss ke dar se utha, malaal koi na tha
berry nyc
|
Re: jab uss ke dar se utha, malaal koi na tha
Thankssss
|
Re: jab uss ke dar se utha, malaal koi na tha
gr8 sharing
|
All times are GMT +5. The time now is 03:16 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.