![]() |
kab chaha tha safar ma yun mil jao mujhe
kab chaha tha safar ma yun mil jao mujhe Ajnabi ki tarha he guzr jate to acha tha Mujhe itna anmol yun na bnaya hota Tofan ma khud ko na uljhate to acha tha Ulfat k rastey ma ane waley Charagon ko Apni wafa ki roshni se bujhate to acha tha Jab qdm larkhraein ge bhot yad aye ga tumein mera thamna Khud se kaho ge yun himmat na harta to acha tha Shama ki tarha khud ko jala kar kisi ne tumein roshni di thi Dard o ghum se jab nidhal ho ge to kheyal aye ga tumen Apne Dil ki veraan basti ma jab qdm rakho ge to socho ge khud se alag na krta usy to acha tha Mere alfaz gonjein ge jab tumarey kheyalun ki duniya ma kaho ge khud se chnd lafzun ki gehrai ko smj leta to acha tha Wafa ka har drecha tumare liye ab bhi khula hai par yun na mujhe bekhair k jate to acha tha |
Re: kab chaha tha safar ma yun mil jao mujhe
Shama ki tarha khud ko jala kar kisi ne tumein roshni di thi
:super: |
Re: kab chaha tha safar ma yun mil jao mujhe
thanks Mahi
|
Re: kab chaha tha safar ma yun mil jao mujhe
Hmmm NIce..
|
Re: kab chaha tha safar ma yun mil jao mujhe
thanks
|
Re: kab chaha tha safar ma yun mil jao mujhe
buht umdaaa.........
|
Re: kab chaha tha safar ma yun mil jao mujhe
Shama ki tarha khud ko jala kar kisi ne tumein roshni di thi
Dard o ghum se jab nidhal ho ge to kheyal aye ga tumen bohat khoob Happy |
Re: kab chaha tha safar ma yun mil jao mujhe
buhat khoob..
|
All times are GMT +5. The time now is 08:14 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.