![]() |
Kuch Diy'ye tundi Hawaon say bhi Lar jatay hain
Ab yeh sochon tu bhanwar zehen mein par jatay hain Kaise chehray hain jo miltay hi bichar jatay hain? Mosam-e-zard mein ik dil ko bachaon kaisay? Aise rut main to ghanay pa'ir bhi jhar'd jatay hain Soch ka aaina dhundla ho tu phir waqt ke saath Chand chehron ke khad-o-khaal bigar jatay hain Shidat-e-gham main bhi zinda hoon to hairat kaisi? Kuch diye tundi hawaon say bhi lar jatay hain Woh bhi kya log hain MOHSIN jo wafa ke khatir Khud tarasheeda asoolon pe bhi aar jatay hain... |
Re: Kuch Diy'ye tundi Hawaon say bhi Lar jatay hain
really nice
|
Re: Kuch Diy'ye tundi Hawaon say bhi Lar jatay hain
Thanks.
|
Re: Kuch Diy'ye tundi Hawaon say bhi Lar jatay hain
bohat zabardst Mahi
|
Re: Kuch Diy'ye tundi Hawaon say bhi Lar jatay hain
Thanks dear.
|
Re: Kuch Diy'ye tundi Hawaon say bhi Lar jatay hain
Very Nice
|
Re: Kuch Diy'ye tundi Hawaon say bhi Lar jatay hain
Thanks Owi.
|
All times are GMT +5. The time now is 08:43 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.