![]() |
gam ki barish ne bhi tere naqsh ko dhoya nahin
gam ki barish ne bhi tere naqsh ko dhoya nahin
tune mujh ko kho diya main ne tujhe khoya nahin nind ka halka gulabi-sa khumar ankhon main tha yun laga jaise wo shab ko der tak soya nahin har taraf diwar-o-dar aur un main ankhon ka hujum kah sak jo dil ki halat wo lab-e-goya nahin jurm adam ne kiya aur nasl-e-adam ko saza katta hun zindagi bhar main ne jo boya nahin janta hun ek aise shakhs ko main bhi 'Munir' gam se pathar ho gaya lekin kabhi roya nahin |
Re: gam ki barish ne bhi tere naqsh ko dhoya nahin
Quote:
NICE Thanks For Sharing |
Re: gam ki barish ne bhi tere naqsh ko dhoya nahin
Nice...
|
Re: gam ki barish ne bhi tere naqsh ko dhoya nahin
thanks
|
| All times are GMT +5. The time now is 12:29 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.