![]() |
Na To Manzil, Na Humsafer, Na Koi Karwan Hai
Na To Manzil, Na Humsafer, Na Koi Karwan Hai Raston Mein Bus Dhuan Dhuan Sa Hai. Unke Daman Main To Chand Tare Hain Mere Hisse Mein To Khali Aasman Hain. Jakham Pe Jakham Diye Jata Hai Dil Ko Lagta Hai Mera Meherban Hai. Kai Roj Se Ye Dil Kahin Lagta Hi Nahi Din Hai Veeran Veeran Ratein Gumzada Hain. Jamane Ko Hua Unka Deedar Mager Udher Se Munh Chhupa Ke Gujere Jidher Mera Makan Hai. Jabse Bikhra Hua Saman Sajaya Hai Maine Gher Bada Khali Khali Sa Ho Gaya Hai. Jo Pankh Fadfada Ke Reh Jata Hai Akser Dikhta Nahi Us Per Kahin Mahoul Ka Rand. Is Sheher Main Shayad Wo Naya Naya Hai Parinda Wo Abhi Jara Nadan Sa Hai. Padausi Ka Haal Poonchun Ye Fursat Kahan Hai Mera Chulha Khud Abhi Dhuan Dhuan Hai. Mastghan Dar-E-Jehen Pe Kuchh Tikta Hi Nahi Abhi zamee Thi Abhi Aasman Hai. |
Re: Na To Manzil, Na Humsafer, Na Koi Karwan Hai
bohat zabardst G.T
|
Re: Na To Manzil, Na Humsafer, Na Koi Karwan Hai
zabardast
|
Re: Na To Manzil, Na Humsafer, Na Koi Karwan Hai
o ji thanks u.
|
Re: Na To Manzil, Na Humsafer, Na Koi Karwan Hai
Zabardast.....
|
Re: Na To Manzil, Na Humsafer, Na Koi Karwan Hai
Oye Huye Maza Agaya .. !! |
Re: Na To Manzil, Na Humsafer, Na Koi Karwan Hai
thanks U Bro...
|
All times are GMT +5. The time now is 09:25 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.