![]() |
Tauba ki Taufeeq
Har roz "Suraj" tuloo ho kar jab ghuroob hota he to wo Allah k pas ja kar sajda karta he or ejazat talb krta he dobara tuloo hone ki. Phir aik din aisa aye ga jab Allah usse tuloo hone ki ejazat nahi de ga. Tab jo log Fajar ki sunaton k intizar kar rahe ho gai wo samjh jayeinge k Allah koi qudrat dikha raha he or jo log ghaflat mein honge wo rat samjh kar phir so jainge yahan tak k so so kar thak jayeinge tab ghabara kar uthe gai or phir 3 din k baad suraj tuloo ho ga magar Maghrib se or wo waqat hoga jab tuaba k dar band kar diye jainge.
(Ref: Sahi: Bukhari, Jild #2, page 709) "Ya Allah humein uss waqat se pehlay tuaba naseeb farma" AMEEN |
Re: Tauba ki Taufeeq
Allah pak hum sub ko tauba ki taufeeq dai ameen suma ameen
|
Re: Tauba ki Taufeeq
Ameen
JazakALLAH |
Re: Tauba ki Taufeeq
ameenn
|
Re: Tauba ki Taufeeq
Quote:
|
Re: Tauba ki Taufeeq
Quote:
|
Re: Tauba ki Taufeeq
Quote:
|
All times are GMT +5. The time now is 02:29 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.