![]() |
jab Log Juda Ho Jatay Hain
Jab Log Juda Ho Jatay Hain Sab Ehad Wafa Ho Jatay Hain Jab NIyat Main Fatoor sa HO Sab Amal GUnah Ho Jatay HAin Jab Tere Baray Main Sochtay Hain Sab Lafaz Dua Ho Jatay Hain Jab Ghurbat Dar Pay Dastak De Sab Yaar Khafa Ho Jatay Hain Jab Waqt Dikhata Hay Aankhen Sultan Gada Ho Jatay Hain Tu Jab Bhi Mere Sath Na Ho Tehwar Saza HO Jatay Hain Jab Nafrat Lafzon Main Utray Tab Apne Juda Ho JAtay Hain Ye Duniya Hay Ae Mere Dost Yahan Insan Khuda Ho Jatay HAin |
Re: jab Log Juda Ho Jatay Hain
Zaberdast
|
Re: jab Log Juda Ho Jatay Hain
thanks
|
Re: jab Log Juda Ho Jatay Hain
Quote:
keep sharing |
Re: jab Log Juda Ho Jatay Hain
thanks:cheer:
|
Re: jab Log Juda Ho Jatay Hain
Zaberdast
|
Re: jab Log Juda Ho Jatay Hain
thanks
|
| All times are GMT +5. The time now is 04:38 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.