![]() |
Ek lamhe ka bicharna b gavara na tha
Sath rota tha mere sath hansa krta tha, wo shakhs mere dil me ese bsa krta tha. Ek lmhe ka bichadna b gvara na tha use, rote hue mjhe khud se juda krta tha, Rog dil ko laga betha anjane me wo, mere sath umar bitane ki dua krta tha, Baat kismat ki hai ke juda ho gaye ham, wrna wo to mjhe apni taqdir kaha krta tha. |
Re: Ek lamhe ka bicharna b gavara na tha
Buhut khoob (y)
jeeti rahooo:) |
Re: Ek lamhe ka bicharna b gavara na tha
thnkx...
|
Re: Ek lamhe ka bicharna b gavara na tha
zaberdast abee
|
Re: Ek lamhe ka bicharna b gavara na tha
thnkx..
|
Re: Ek lamhe ka bicharna b gavara na tha
N!(e ::
ThanX fOr Sharing ::.. |
Re: Ek lamhe ka bicharna b gavara na tha
thnkx...
|
All times are GMT +5. The time now is 03:12 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.