![]() |
*Aye Khuda Ye Dunya Kya Hai*
Aye khuda ye dunya kya hai . Samaj na saka hn ab tak . Insan to sb hain yan par insaniyat kya hai Samaj na saka hn ab tk . Koshish to hai bant dn mohabbat is jahan main Par ye nafrat cheez kya hai Samaj na saka hn ab tk . Mujhay is tarah hassas to bana dya tu nay Par is aalam ki wajah e bay rukhi kya hai samaj na saka hn ab tk. . Khayal to dil say kya hai yaron ka mainay Par in main ye bay hisi kya hai Samaj na saka hn ab tk. |
Re: *Aye Khuda Ye Dunya Kya Hai*
::NiCe::
|
Re: *Aye Khuda Ye Dunya Kya Hai*
thx ..
|
Re: *Aye Khuda Ye Dunya Kya Hai*
verY nyC
|
Re: *Aye Khuda Ye Dunya Kya Hai*
nice jee..
|
All times are GMT +5. The time now is 04:12 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.