![]() |
hum bhi khud dushman-e jaaN thay pehle
hum bhi khud dushman-e jaaN thay pehle
tum magar dost kahaN thay pehle ab wahaN khaak ooratee hai khizaaN phool hi phool jahaaN thay pehle ab jo deewar bunay baithay hain soorat-e mooj rawaaN thay pehle kuch sharabee keh hein ab rah nasheeN ronaq-e buzm-e maghaaN thay pehle hum keh hein aaj ghobaar puss-e ro munzil hum sufraaN thay pehle ab kise waza-e mohabbat ka khayal aur hi loag yahaan thay pehle ab to khudh per bhi nahin zaam-e wafa tujh se hum shikwa kinaaN thay pehle bun gya kafla chaltay chaltay wurna tunha hi rawaan thay pehle dolat-e ghum tau moyashar thi Faraz itne muflis bhi kahaan thay pehle |
Re: hum bhi khud dushman-e jaaN thay pehle
Nice..
|
Re: hum bhi khud dushman-e jaaN thay pehle
WoOoow
Nice ...!! |
Re: hum bhi khud dushman-e jaaN thay pehle
very good
|
All times are GMT +5. The time now is 07:23 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.