![]() |
Agar poocha k mujhse kaam kiya hai, kiya kahoonga main,
Agar poocha k mujhse kaam kiya hai, kiya kahoonga main, Kaha us kaam ka anjaam kiya hai, kiya kahoonga main ? Mujhe pehchaan ne se usne gar inkaar kar daala, Agar poocha k tera naam kiya hai, kiya kahoonga main ? Payami ban k jaaon main bicharne ka to kiya boloon, Agar poocha tera paighaam kiya hai, kiya kahoonga main ? Khushi ka din kisey kehte hain main ye to batadoonga, Agar poocha ghamon ki shaam kiya hai, kiya kahoonga main ? Main us k munh par usko bewafa kehne ko keh to doon, Agar poocha tera anjaam kiya hai, kiya kahoonga main ? Adeem usko bura kehna mujhey acha nahi lagta, Agar poocha tera ilzaam kiya hai, kiya kahoonga main ??..** |
Re: Agar poocha k mujhse kaam kiya hai, kiya kahoonga main,
Wow Nice..
|
Re: Agar poocha k mujhse kaam kiya hai, kiya kahoonga main,
V nice....
T4S. :ballybally: |
Re: Agar poocha k mujhse kaam kiya hai, kiya kahoonga main,
Thansk Bro.............
|
Re: Agar poocha k mujhse kaam kiya hai, kiya kahoonga main,
|
Re: Agar poocha k mujhse kaam kiya hai, kiya kahoonga main,
thanks u so much |
Re: Agar poocha k mujhse kaam kiya hai, kiya kahoonga main,
zabardast.......
|
Re: Agar poocha k mujhse kaam kiya hai, kiya kahoonga main,
thaks bahi..... |
Re: Agar poocha k mujhse kaam kiya hai, kiya kahoonga main,
nyC :) |
Re: Agar poocha k mujhse kaam kiya hai, kiya kahoonga main,
really nice
|
All times are GMT +5. The time now is 09:33 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.