![]() |
main ne kaha shehr k haq main dua kia kero
main ne kaha shehr k haq main dua kia kero
uss ne kaha baat ghalat mat kia kero main ne kaha raat se bijli bhi bnad hai uss ne kaha haath se pankhaa jhala kerO Main ne kaha shehr main paani ka qehat hai uss ne kaha tum Pepsi Cola piya kero main ne kaha Car daketOon ne cheen li uss ne kaha acha hai paidal chala kero main ne kaha kaam hai aur na koi karoobaar uss ne kaha Shairi pe iktifaa kia kero main ne kaha 100 ki ginty bhi nahi yaad uss ne kaha k raat ko ratay gina kero main ne kaha mujhay kursi ki hai aarzoo uss ne kaha AYAT-UL-KURSI perrha kerO main ne kaha k kaisay kahii jaty hai Ghazal uss ne kaha Ghazal meri gaadia kero her baat pe jo main kehta raha "baja" "baja" uss ne kaha younhee musulsal baja kero |
Re: main ne kaha shehr k haq main dua kia kero
Nixee...
|
Re: main ne kaha shehr k haq main dua kia kero
Gud
T 4 S |
Re: main ne kaha shehr k haq main dua kia kero
thanks
|
Re: main ne kaha shehr k haq main dua kia kero
buhat ala
|
Re: main ne kaha shehr k haq main dua kia kero
bohat bara hai nahi para mai ne...
|
Re: main ne kaha shehr k haq main dua kia kero
lOolXx ..
ThanX 4 Shairng ::.. |
All times are GMT +5. The time now is 11:35 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.