![]() |
barang-e-bu-e-gul, is bagh k ham ashna hote
barang-e-bu-e-gul, is bagh k ham ashna hote
k ham-rah-e-saba tuk sair karte, aur hawa hote sarapa arzu hone ne banda kar diya hamko wagarna ham khuda the, gar dil-e-bemudda hote falak, ai kash! hamko khak hi rakhta, ki us mein ham gubar-e-rah hote ya kisi ki khak-e-pa hote ilahi kaise hote hain jinhen hai bandagi khwahish hamein to sharm daman-gar hoti hai, khuda hote kahen jo kuch malamatgar, baja hai 'Mir' kya jane unhen malum tab hota, ki waise se juda hote |
Re: barang-e-bu-e-gul, is bagh k ham ashna hote
V Nice
|
Re: barang-e-bu-e-gul, is bagh k ham ashna hote
bahat umdaa kya bat hai .. khoosh rahoO |
Re: barang-e-bu-e-gul, is bagh k ham ashna hote
nice......
|
Re: barang-e-bu-e-gul, is bagh k ham ashna hote
WoOoow
Nice ...!! |
Re: barang-e-bu-e-gul, is bagh k ham ashna hote
very good
|
All times are GMT +5. The time now is 07:09 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.