![]() |
Main Kiyon Na Tark-E-Ta'aluq Ki Ibteda Karta
Main Kiyon Na Tark-E-Ta'aluq Ki Ibteda Karta
Wo Dur Dais Ka Baasi Tha Kiya Wafa Karta ? Wo Mere Zabt Ka Andaza Karne Aaya Tha Main Has Ke Zakhm Na Khata Tu Aur Kiya Karta ? Hazar Aiena Khano'N Main Bhi Na Pa Saka Wo Aiena Jo Mujhe Khud Se Aashna Karta Dar-E-Qafas Pe Qayamat Ka Habs Tha Warna Saba Se Zikr Tera Main Bhi Sunn Liya Karta Meri Zamee'N Too Agar Mujh Ko Raas Aa Jaati ! Main Rifato'N Main Tujhe Aasma'N Sa Karta Gham-E-Jaha'N Ki Muhabbat Lubha Rahi Thi Mujhe Main Kiss Tarha Teri Chahat Pe Aasra Karta ? Agar Zuba'N Na Kat Ti Tu Shehar Main MOHSIN Main Pathro'N Ko Bhi Ik Rooz HamNawa Karta |
Re: Main Kiyon Na Tark-E-Ta'aluq Ki Ibteda Karta
nice...........
|
Re: Main Kiyon Na Tark-E-Ta'aluq Ki Ibteda Karta
NiCe..
|
Re: Main Kiyon Na Tark-E-Ta'aluq Ki Ibteda Karta
Thanks
|
Re: Main Kiyon Na Tark-E-Ta'aluq Ki Ibteda Karta
WoOoow
Nice ...!! |
Re: Main Kiyon Na Tark-E-Ta'aluq Ki Ibteda Karta
very good
|
All times are GMT +5. The time now is 12:28 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.