![]() |
Ek Sunnat
Bohat sei logo sei suna dekha
ke koi sunnat ho kahtey hain sunnat hi tou hai Sunnat hai farz tou nahi un sei ek choti si darkhuwast hai Apney new suit sei EK DHAGA nikaldein khaney sei ek nama kam kardein pass hone ke lia ek num cghaiye wo na lein aur ger yah sab uar aisy bohat si ek cheezein nahi karsaktey tou yah sochein KE ALLAH KE NAZEEK US KE HABIB KI EK SUNNAT EK DHAGEY EK NAMA SEI KITNI ZIADA QEEMTI HAI......JIN SUNNATO PEI AAJ HUM AAP CHURI CHALA RAHEY HAIN SIRF YAH SOCHEIN KE KAL HAUZ E KAUSAR PER RASOOL NE KAHDIA :EK PAANI HI TOU HAI NA PIO AUR CHALEI JAO: KOI RASTA HO TOU BATADEIN. |
Re: Ek Sunnat
hmm sahi baat kahi... JazakaALLAH
|
Re: Ek Sunnat
JazakaALLAH
|
Re: Ek Sunnat
baat tou sahi hi haii
|
Re: Ek Sunnat
Bilkul ALLAH Hum Sab Ko ache Amaal Ke RAste pe CHalne Ki Rah Dikhaye
|
Re: Ek Sunnat
Very Beautiful Sham Bro ..
JazakAllah For Sharing .. |
Re: Ek Sunnat
Tha payar ka ye taqaza wafa k zikar k baad Hua Darod jo Lazim Khuda k zikar k baad |
Re: Ek Sunnat
MashaALLAH very Thoughtful lines! Sunnah ko follow kernay say sukoon bhi buhut milta hay jaisy raat ko jaldi sona,baith ker Khana peena, Muskurahat aur Bayshumaar sunnatien.....Insan ko Fitrat sy qareeb kerti hay. JazakALLAHu Khair for sharing and reminding!! |
Re: Ek Sunnat
Quote:
|
Re: Ek Sunnat
realy nice saying |
All times are GMT +5. The time now is 02:58 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.