![]() |
dil mai har taraf ab khwahisho'n ka shor hai
sauchta hoo'n aaga'hee k iss safar ne kya dya khoo'n jalanay k siwa meray hunar ne kya dya meri shakho'n se lipat kar aasmaa'n tak chhoo liya aur ab bailain ye kehti hain..shajar ne kya dya jiss ne apni har khushi ghar ki khushi par waar di aik wehshat k ilawa uss ko ghar ne kya dya kab wo shamil ho saka meray kisi ahsaas mai sath chalnay k siwa ik ham safar ne kya daya umr k andhay safar mai kaun rakhta hai hisaab manzilo'n say kia mila hai, reh'guzar ne kya dya aarzoo'ain kiss qadar karti hain dil par aitebaar aarzuo'n ko dil e naa moatabar ne kya dya "SHAD" dil mai har taraf ab khwahisho'n ka shor hai mainay apni ik tamanna ko ubharnay kya dya |
Re: dil mai har taraf ab khwahisho'n ka shor hai
Nyc .. !! Fanx Fa Sharing .. !! |
Re: dil mai har taraf ab khwahisho'n ka shor hai
NiCe..
|
Re: dil mai har taraf ab khwahisho'n ka shor hai
thanks sami..
|
Re: dil mai har taraf ab khwahisho'n ka shor hai
thanks shayan..
|
Re: dil mai har taraf ab khwahisho'n ka shor hai
WoOoow
Nice ...!! |
Re: dil mai har taraf ab khwahisho'n ka shor hai
very good
|
All times are GMT +5. The time now is 10:07 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.