![]() |
Rayt say bot na banaa aay mery achy fankaar
Rayt say bot na banaa aay mery achy fankaar
ek lamhy ko Thahar, main tujhy patthar laa doun main tere saamane ambaar lagaa dounlekin kon say rang kaa patthar tere kaam aayega sorkh patthar jissy dil kahati hay bay-dil duniyaa yaa wo pathur jessy aaNkh kaa niilaa patthar jis mean sadiiyon ky takhueyur ke parry hon Dorry kyaa tujhe ruuh ke patthar kii zaruurat hogii jis pe haq baat bhii patthar kii tarah girtii hay ek wo patthar hai jise kahte hain tahziib-e-safed us ke mar-mar meN siyah Khuun jhalak jaataa hai ik insaaf kaa patthar bhii to hotaa hai magar haath meN teshaa-e-zar ho to vo haath aataa hai jitne mayyaar haiN is daur ke sab patthar haiN sher bhii raqs bhii tasviir-o-Ghinaa bhii patthar mere ilhaam teraa zahn-e-rasaa bhii patthar is zamaane meN har fan kaa nishaaN patthar hai haath patthar haiN tere merii zubaaN patthar hai ret se but na banaa ai mere achchhe fankaar Ahmad nadeem Qasmi |
Re: Rayt say bot na banaa aay mery achy fankaar
V Nice..
|
Re: Rayt say bot na banaa aay mery achy fankaar
nice..........
|
Re: Rayt say bot na banaa aay mery achy fankaar
thanks
|
Re: Rayt say bot na banaa aay mery achy fankaar
WoOoow
Nice ...!! |
All times are GMT +5. The time now is 04:36 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.