![]() |
us ki hansi nay to aaj mujhay rula dia
sab say chupa kar dard, jo woh muskura dia.... us ki hansi nay to aaj mujhay rula dia lehjay say uth raha tha har ik dard ka dhuan... chahra bata raha tha k kuch ganwa dia awaz main thehrao tha ankhoon main nami thi.... aur keh raha tha k main nay bhula dia janay kia us ko logon say theen shikayatain... tanhayon k des main khod ko basa dia khod b woh ham say bichar kar adhoora ho gaya.... mujh ko bhi itnay logon main tanha bana dia |
Nice one..
|
Nice poetry Faryaal ... Keep it up! |
thanx ruby
|
thanx sooli
|
nice
|
All times are GMT +5. The time now is 09:23 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.