![]() |
Basao Dil Me Tum
بِسمِ اللہِ الرَّحمٰنِ الرَّحِیم سُبحانَ اللہ وَبِحَمدِہ سُبحَانَ اللہِ العَظِیم حمدِ باری تعالٰی Zahe Kismat Jise Hasil Hai Nisbat Fazl-E-Rehman Ki, Hamesha Uspe Hai Inayat Fazl-E-Rehman Ki. Fakt Insan Kya Jannat Bhi Bayat Huye Inse, Kay Thi Har Ek Tabke Par Hukumat Fazl-E-Rehman Ki. RasoolAllah Bhi Tashrif Laye Inki Masjid Main, Khuda Ka Fazl Hai He Fazilat Fazl-E-Rehman Ki. Baham-Do-Lil-Laah Enke Dar Se Sadqa Sabko Milta hai, Kay Hai Athaon Pehar Jari Shakhawat Fazl-E-Rehman ki. Bisaat Itni Kahan Ki Unka Martaba Jane Walli Hi Jaan Sakty Hain Haqiqat Fazl-E-Rehman Ki Akidat Se Pularo Shoukh-E-Dil Unper Fida Krdu Basao Dil Me Tum Sachi Muhabbt Fazl-E-Rehman Ki |
Re: Basao Dil Me Tum
RasoolAllah Bhi Tashrif Laye Inki Masjid Main,
Khuda Ka Fazl Hai He Fazilat Fazl-E-Rehman Ki. Baham-Do-Lil-Laah Enke Dar Se Sadqa Sabko Milta hai, Kay Hai Athaon Pehar Jari Shakhawat Fazl-E-Rehman ki. |
Re: Basao Dil Me Tum
Wahh Life .. Bohat He Zyada KHobsurat Poetry Hay ..
Really Liked It . Jazakallah |
Re: Basao Dil Me Tum
thanks Morash
|
Re: Basao Dil Me Tum
Nice Thread
Jazak-Allah |
Re: Basao Dil Me Tum
jazakallah
|
Re: Basao Dil Me Tum
thanks OWi
|
Re: Basao Dil Me Tum
buhat shukriya ABEWSHA siso
|
All times are GMT +5. The time now is 08:31 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.