![]() |
teri janib thi nigaahein mei manzil pe jab khara tha
muqam e muhabbat ke safar me tanha kabhi tere aks ke sang kabhi tanha liye ankhon mei ek paikar e dilruba dasht e junoo me younhi abla paa jafa o wafa sei kabhi nabz azmaa ilzaam o ulfat ke beher me rawaaa ankhon me umeedon ke qos o qazah dil ke pal pal raha hisab e jazaa aye waqt bohat kathin kai safar mei barha thak ke gira, zamaney sei haara uth kar ek junoo ki khatir her baar phir mei teri muhabbat aai nazar sab bhool gaya phir mei jo tha mei kabhi gissa purana bangaya teri ulfat me dekh me kia se kia bangaya jo hasil tamanna hooi merei khayal mei mei nei rok lia waqt ko wahein tere intizar mei teri janib thi nigaahein mei manzil pe jab khara tha meri chara ger tu us waqt aitbaar ke pehlei zeeney pei charha tha..... |
Re: teri janib thi nigaahein mei manzil pe jab khara tha
Wahhh...bohat khob...zabardast
|
Re: teri janib thi nigaahein mei manzil pe jab khara tha
nyc...
|
Re: teri janib thi nigaahein mei manzil pe jab khara tha
shukria
|
Re: teri janib thi nigaahein mei manzil pe jab khara tha
very nice
|
Re: teri janib thi nigaahein mei manzil pe jab khara tha
nyc......
|
Re: teri janib thi nigaahein mei manzil pe jab khara tha
bohat umdah!
|
Re: teri janib thi nigaahein mei manzil pe jab khara tha
thanks
|
All times are GMT +5. The time now is 07:33 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.