![]() |
Zakham muskurate hain, ab bhi teri aahat par ,,WASI SHAH
Zakham muskurate hain, ab bhi teri aahat par
Dard bhool jate hain , ab bhi teri aahat par Shabnami sitaroun main phool khilne lagte hain Chand muskurate hain , ab bhi teri aahat par Umer kaat di lakin bachpana nahin jaata Hum diiye jalate hain, ab bhi teri aahat par Ghantiaan si bajti hain raqs hone lagta hai Dard jagmagate hain, ab bhi teri aahat par Teri yaad aayeh tu neend jati rehti hai Khawab toot jaate hain, ab bhi teri aahat par Jo sitam kare aa kar sab qabool hai dil ko Hum khushi manate hain, ab bhi teri aahat par Ab bhi teri aahat par chand muskurata hai Khawab gungunate hain, ab bhi teri aahat par Tere hijr main hum par ek azab tari hai Chonk chonk jate hain, ab bhi teri aahat par Dastakein sajane k muntazir nahin rehte Raste sajate hain, ab bhi teri aahat par Ab bhi teri aahat par aas lout aati hai Hum diye jalate hain, ab bhi teri aahat par __________________ |
Re: Zakham muskurate hain, ab bhi teri aahat par ,,WASI SHAH
bahat khoub likhaa ... zabardast
|
Re: Zakham muskurate hain, ab bhi teri aahat par ,,WASI SHAH
thanks
|
Re: Zakham muskurate hain, ab bhi teri aahat par ,,WASI SHAH
Nice..
|
Re: Zakham muskurate hain, ab bhi teri aahat par ,,WASI SHAH
thanks
|
Re: Zakham muskurate hain, ab bhi teri aahat par ,,WASI SHAH
Nice...
|
Re: Zakham muskurate hain, ab bhi teri aahat par ,,WASI SHAH
WoOoow
Nice ...!! |
Re: Zakham muskurate hain, ab bhi teri aahat par ,,WASI SHAH
very good
|
All times are GMT +5. The time now is 07:15 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.