![]() |
Uljhey Huay Halaat Ka Shikwa Na Kiya Kar..
Uljhay huay haalaat ka shikwa na kiya kar khairaat mein khushiyon ki tamanna na kiya kar So baar kaha itni mohabbat nahin achi So baar kaha itna bharosa na kiya kar Haalaat hamain aik kabhi honay nahin dengay Ae DOST meray, meri tamanna na kiya kar Kya janay ye kis morr pay lay jay zamana Tu MUJH ko kisi pal bhi elehda na kiya kar Mumkin ha kisi roz bichar jaon achanak Tu mujh say pyar itna ziyada na kiya kar…! |
Re: Uljhey Huay Halaat Ka Shikwa Na Kiya Kar..
Bohat Khooob Anokhi ... !! |
Re: Uljhey Huay Halaat Ka Shikwa Na Kiya Kar..
Really Gr8
|
Re: Uljhey Huay Halaat Ka Shikwa Na Kiya Kar..
"Distances" is not a matter when the memories are sweet... !
Special people are never forgotten when they remain in "Heart Beats" |
Re: Uljhey Huay Halaat Ka Shikwa Na Kiya Kar..
Thanx everyone =) |
All times are GMT +5. The time now is 11:21 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.