![]() |
Yarabb! labb-e-khamosh ko aisa kamal day
Yarabb! labb-e-khamosh ko aisa kamal day Jo guftgoo kay saray hi lehjay ujal day Soaz-e-duroon-e-qalb ko itna jamal day Jo mujh ko aik shamma kay qalib mein dhal day Woh khwab marhamat ho ke aankhein chmak uthein Woh sarr khushi ata ho ke dunya misal day Woh harf likh sakoon ke banay harf-e-purr asar Ik kaam karr sakoon too mujhay garr majal day Main apni sha'eyri kay li'ay aa'eina banoon Rahat nahin,too mujh ko baqa'ay malal day Teray hi aastan pe jhuki ho zabeen-e-dill Apnay hi darr kay wastay khoo'ay sawal day |
Re: Yarabb! labb-e-khamosh ko aisa kamal day
very nice buhat dair baad read ki hai poetry buhat pehlay suni thi
|
Re: Yarabb! labb-e-khamosh ko aisa kamal day
Woh harf likh sakoon ke banay harf-e-purr asar
Ik kaam karr sakoon too mujhay garr majal day umdaa likhaa ..... |
Re: Yarabb! labb-e-khamosh ko aisa kamal day
like this so thanks..
|
Re: Yarabb! labb-e-khamosh ko aisa kamal day
v,nycccccc siso
T 4 S keep rockin :s1: |
Re: Yarabb! labb-e-khamosh ko aisa kamal day
bhooot khoob...
|
Re: Yarabb! labb-e-khamosh ko aisa kamal day
thanks :)
|
Re: Yarabb! labb-e-khamosh ko aisa kamal day
wa kya fantastic poetry hai :giveheartmw4:
|
Re: Yarabb! labb-e-khamosh ko aisa kamal day
v nice:0029:
|
Re: Yarabb! labb-e-khamosh ko aisa kamal day
thanks all
|
| All times are GMT +5. The time now is 12:40 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.