MeraForum Community.No 1 Pakistani Forum Community

MeraForum Community.No 1 Pakistani Forum Community (http://www.MeraForum.Com/index.php)
-   Miscellaneous/Mix Poetry (http://www.MeraForum.Com/forumdisplay.php?f=129)
-   -   Shouq jinay ka Hai Mujh Ko (http://www.MeraForum.Com/showthread.php?t=54506)

~wish munda~ 03-29-2011 01:06 AM

Shouq jinay ka Hai Mujh Ko
 
Meri tasveer mein rang aur kisi ka to nahin,
Gher lein mujhko sab aake main tamaashaa to nahin,

Zindagi tujhsay har ik saans pe samjhautaa karoon,
Shauq jeenay ka hai mujhko magar itna to nahin,

Rooh ko dard mila dard ko aankhein na mili,
Tujhko mehsoos kiya hai tujhay dekha to nahin,

Sochtay sochtay dil Doobnay lagtaa hai mera,
Zehan ki tah mein 'Muzaffar' koi dariya to nahin......!!!!

SHAYAN 03-29-2011 02:35 PM

Re: Shouq jinay ka Hai Mujh Ko
 
V Nice

happy123 03-29-2011 03:19 PM

Re: Shouq jinay ka Hai Mujh Ko
 
really nice

~wish munda~ 03-29-2011 11:08 PM

Re: Shouq jinay ka Hai Mujh Ko
 
realy thanks

RoOZ SoOChTa HouN 05-11-2011 02:20 PM

Re: Shouq jinay ka Hai Mujh Ko
 
bahat khoob .... zabardast


All times are GMT +5. The time now is 10:41 AM.

Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.