![]() |
Meh toh panj tan ka ghulaam hun
Meh toh panj tan ka ghulaam hun
mujay ishq hai to khuda say hai, mujay ishq hai to rasool(saw) say, meray mun say aye mehak sada, joh mein naam lun tera bhool say, mujay ishq saro-saman say hai, mujay ishq saray chaman say hai, mujay ishq un ki gali say hai, mujay ishq un k wathan say hai, mujay ishq hai to Ali say hai, mujay ishq hai to hussain say hai, mujay ishq shah e zaman say hai, ~mein to panjtan ka ghulam hn~ hwa kaisay tan say wo sar juda, jahan ishq hai wahin qarbala, meri bat un ki baat say hai, meray samnay wohi zaat hai, wohi jin ko shyre khuda kahain, jinhain babe sale ala kahein, wohi jin ko al e NABI kahein, wohi jin ko zaat e Ali kahain, wohi pukhta hein mein to khaam hn, mein to panjtan ka ghulam hn....! |
Re: Meh toh panj tan ka ghulaam hun
Nice ...
|
Re: Meh toh panj tan ka ghulaam hun
Thanks
|
Re: Meh toh panj tan ka ghulaam hun
SUBHANAALLAH
Zabardasttt |
Re: Meh toh panj tan ka ghulaam hun
Nice Thread
Jazak-Allah |
Re: Meh toh panj tan ka ghulaam hun
Jazakallah.....
gud sharing... |
All times are GMT +5. The time now is 08:18 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.