![]() |
Saghir Siddiqui
Aye taghayur e zamana , yeh ajeeb dil lagy hai
na waqar e dosti hai, na majaal e dushmani hai yehi zulmatain chhainiin jo tere surkh aanchalon mein in hi zulmaton se shayad mere ghar mein roshni hai mere saath tum bhi chalna , mere saath tum bhi aana zara gham k raston mein , bari taiz tairgy hai gham e zindagy kahan hai, abhi wehshaton se fursat tere naaz utha hi lain gay, abhi zindagy pari hai tere khush gaisu_on mein meri aarzu hai pinhaan tere shokh bazu_on mein , meri dastaan rachi hai jisse apna yaar kehna usse chorna bhanwar mein yeh hadees e dilbaran hai, yeh kamal dilbari hai woh guzar gaya hai saghar koi qaafla chaman se kahin aag jal rahi hai , kahin raakh so gayee hai |
Re: Saghir Siddiqui
Gud
T4S |
Re: Saghir Siddiqui
nice
thanks for sharing |
Re: Saghir Siddiqui
Nice ...
Keep It up ..!! |
Re: Saghir Siddiqui
very good
|
All times are GMT +5. The time now is 03:45 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.