![]() |
kisi k ishq mai ikk pal nahee'n zamana kiya
kisi k ishq mai ikk pal nahee'n zamana kiya
safar hayat ka ham nay tau shayrana kiya hazar daagh tamanna hazar daagh e firaq hamesha zakhmo'n se dil ko nigar khana kiya tamam umr safar mai guzar di ham nay kahee'n qayam na ham nay kahee'n thhikana kiya dil aaya jiss pe usee par lutadi jan e aziz k zinda ham nay mohabbat ka ye fasana kiya hamesha aankho'n se meri lahoo tapakta raha meri wafa ka kisi ne bhi haqq ada na kiya mili hai khoo ye wirasat mai ai ZAFAR ham ko k jiss say pyar kiya ham nay walehana kiya |
Re: kisi k ishq mai ikk pal nahee'n zamana kiya
Nice...
|
Re: kisi k ishq mai ikk pal nahee'n zamana kiya
thanks
|
Re: kisi k ishq mai ikk pal nahee'n zamana kiya
:Brilliant:
very nice :bu: thanx for sharing keep it up...........:khob: |
Re: kisi k ishq mai ikk pal nahee'n zamana kiya
bahut umda |
All times are GMT +5. The time now is 03:02 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.