![]() |
Rabi ul Awal Hadees
Huzoor (Alehis Salam) Apni Viladat Ki Khushi Me Youme Viladat Wale Din Yani Her Peer Ko Roza Rakhte Or Farmate K Me ALLAH Ka Shukr Ada Kerne Ke Liay Har Peer Ke Din Roza Rakhta Hun. Hum Bhi Is Khushi Me Shamil Ho Sakte Hen Wo Is Tarha Ke Ayenda Hamesha Namazon Ki Pabandi Kerne Ki Pakki Niyat Ker Len Or Kal Ka Roza Rakh Len Or Is Ka Gift Aap Alehis Salam Ko Bhej Den… |
Re: Rabi ul Awal Hadees
Abu Hurairah related the Messenger of Allah (saas) was asked why he rarely missed these two days of fasting. He replied: "Indeed, the deeds of humanity are exhibited every Monday and Thursday. Then Allah will further pardon every Muslim for every behavior, except the two believers who part from each other's company; Allah will say to the angels delay the two of them. (Ahmed)
He (saas) was asked again. He said, I observe this day in fasting because it was a day in which I was born, and on it the revelation of (Al-Qur'an) was inaugurated." (Muslim) JazakaALLAH for sharing behna...me nai bass english me is liye yah Hadiths share ki hay k ager kisi ku confusion hu tu door hu jay...Mind na kerna acha :) wassy title huna chaye ta ... wassy bht achi sharin hay behna :hug: ik bht bari bidath ka rad ker rahi hay :) |
Re: Rabi ul Awal Hadees
Awwwwwwwwwwwww Sure Kyon nahi hamhar ye Nahi k bas hadees post karo nahi hamhara Farz HAi k Os Ko Dunya TAK pohnchaye Jo log Parhe Samaj Aye Onhe Aur AMal Karna Seekhe BAs Yahi MAqsad Hai Hmahar Ap Ho Mai Hon Ya Koi AUr IS se Kya ?Fark Parta Hai Hug BAlke Thnks ALotttt N JAZAKAALLAH k Ye tum ne jo mujhe kaha K Thnks :) |
Re: Rabi ul Awal Hadees
|
Re: Rabi ul Awal Hadees
HAYACHAALLAH Sis
|
| All times are GMT +5. The time now is 03:27 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.