![]() |
Aankhain khuli rahain gi toh manzar bih ayengay
Aankhain khuli rahain gi toh manzar bih ayengay Zinda hai dil toh aur sitamgar bhi ayengay Pehchaan lo tamaam faqeeron kay khadd-o-khaal Kuch log shab ko bhais badal kar bhi ayengay Gehri khamosh jheel kay paani ko yun na cherh Cheenthay urey toh teri qabaa par bhi ayengay Khud ko chhupa na sheesha garon ki dukhaan mein Sheeshay chamak rahey hain toh pathar bhi ayengay Aye shehr yaar dasht say fursat nahi — magar!! Niklay safar pay hum tou tere ghar bhi ayengay *Mohsin* abhi saba ki sakhawat pay khush na ho Jhonkay yehi basoorat-e-sarr sarr bhi ayengay… |
Re: Aankhain khuli rahain gi toh manzar bih ayengay
bhttttt khoooob
thanks 4 sharing..!!!! |
Re: Aankhain khuli rahain gi toh manzar bih ayengay
Hmmm very nice
Mohsin Naqvi ka kalaam Thankx for shairing |
Re: Aankhain khuli rahain gi toh manzar bih ayengay
Nice....
|
Re: Aankhain khuli rahain gi toh manzar bih ayengay
bohat khoo b
|
Re: Aankhain khuli rahain gi toh manzar bih ayengay
bahat umdaaa ..... KHosh RahoO |
Re: Aankhain khuli rahain gi toh manzar bih ayengay
Zabardasssst Mah!!!! Bohaaat khubsurat shairy hai
|
Re: Aankhain khuli rahain gi toh manzar bih ayengay
Is Thread Per Mer Already Reply Moujood Hai
But Is Thread Ko Read Ker K Aik Shair Yaad Aa Gaya Hum Faqeeron Say Dosti Ker Lo Ghurr Sikha Dein Gay Baadshaahi K |
Re: Aankhain khuli rahain gi toh manzar bih ayengay
Nice Post
thanks for sharing |
All times are GMT +5. The time now is 09:18 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.