![]() |
Dheerey Say Sirakti Hai Raat
Dheerey Say Sirakti Hai Raat Uss Ke Aanchal Ki Tarah Uss Ka Chehra Nazar Aata Hai Jheel Mein Kanwal Ki Tarah Baad Muddat Uss Ko Daikha To Jism-o-Jaan Ko Yoon Laga Piyasi Zameen Pay Jaisey Koi Baras Gaya Badal Ki Tarah Roz Kehta Hai Seeney Pay Sar Rakh Ke Raat Bhar Sulaoon Ga Sar-e-Shaam Hi Mujhey Aaj Phir Sula Gaya Woh Kal Ki Tarah Uss Ka Sharmaana Bhi Mujhey Maaat Day Jaata Hai Uss Ki To Har Adaa Hai Kisi Khamosh Qaatil Ki Tarah Mairey Hi Dil Ka Makeen Nikla Woh Shakhs Aur Main Shehar Bhar Mein Dhoodnta Raha Ussey Kisi Pagal Ki Tarah Madhosh Sa Ho Jaata Hoon Jab Baarish Ki Boondein Chairrhti Hain Koi Naghma Uss Ki Chanakti Payel Ki Tarah Maira Sukhan Uss Ki Zaat Ka Mehwar Na Ho Tab Bhi Woh Naazneen Woh Dil Nasheen Ho Ga Mehakti Ghazal Ki Tarah Nahin Tha Khaarzaron Pay Tanha Be-sabab Safar Maira Yaqeen Tha Mil Jaaye Ga Raah Mein Woh Manzil Ki Tarah ..........! |
wah wah
|
nyc...
|
Nice
|
Nice
|
Quote:
|
Quote:
|
Quote:
|
Quote:
|
thx 4 sharing
|
All times are GMT +5. The time now is 04:56 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.