![]() |
Yehi wada liya than na?
Yehi wada liya than na? Hamesha khush hi rehna hai Lo daikh lo daikh lo aa kay Meri aankhon ko daikho tum Yeh kitni shokh lagti hain Meray honton ko daikho tum Hamesha muskuratay hain Koi bhi ghum agar aaya Usay hans kar sahay main nay Meray chehray ko daikho tum Hamesha pursukon ho ga Kia than main nay jot um say Wo wada kar diya poora Magar aik bat hai jana Kabhi jo waqt mil jai To meri shairi parhna Tumhain mehsoos to ho ga Kahin talkhi bhara lehja Kahin pe sard sa lehja Kahin pe dard ki jhilain Kahin lehjay ki karwahat Suno!! Main khush to hoon lakin Mera har lafz rota hai… |
Re: Yehi wada liya than na?
nice one
|
Re: Yehi wada liya than na?
Thnxxxxxx
|
Re: Yehi wada liya than na?
nyc....
|
Re: Yehi wada liya than na?
bahut umda
|
Re: Yehi wada liya than na?
Thnxxxxxxxxxxx
|
Re: Yehi wada liya than na?
bht he dukh bari ghazal hy ye ...
|
Re: Yehi wada liya than na?
Thnxxxxx
|
All times are GMT +5. The time now is 05:29 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.