![]() |
-::-Meri zindgi se pehly-::-
Meri zindgi se pehly humain koi Gham nahin tha Gham-e-ashiqi se pehle na thii dushmanii kisii se terii dostii se pehle hai ye merii badnaseebii teraa kyaa qasoor iss mein tere Gham ne maar Daalaa mujhe zindagii se pehle … meraa pyaar jal rahaa hai aye chaand aaj chhup jaa kabhii pyaar thaa hamein bhii terii chaandni se pehle main kabhii na muskuraataa jo mujhe ye ilam hotaa ke hazaaron Gham milenge mujhe ik Khushii se pehle ye ajeeb imtehaan hai ke tumhii ko bhoolnaa hai mile kab they iss tarah ham tumhein bedilii se pehle |
Re: -::-Meri zindgi se pehly-::-
achi poetry hai Faraz................:book1:
|
Re: -::-Meri zindgi se pehly-::-
Nice...
|
Re: -::-Meri zindgi se pehly-::-
nyc....
|
Re: -::-Meri zindgi se pehly-::-
Nice T4S
|
Re: -::-Meri zindgi se pehly-::-
thanxx all
|
Re: -::-Meri zindgi se pehly-::-
bahut umda
|
Re: -::-Meri zindgi se pehly-::-
nice again......
|
Re: -::-Meri zindgi se pehly-::-
v nice
|
All times are GMT +5. The time now is 03:09 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.