![]() |
Kaya sarokaar us say hai mujh ko, kaisa hai wo…. .
http://dl3.glitter-graphics.net/pub/...md1m5z8dpr.gif Khirrkiyan kis tarha ki hain, aur dar kaisa hai wo Sochta hun jis mein wo rehta hai, ghar kaisa hai wo Kaisi wo aab_o_hawa hai jis mein wo leta hai saans Aata jata hai wo jis per, rah_guzer kaisa hai wo Kaun see rangat k hain us k zameen_o_aasman Chaon hai jis ki yahan tak, shajar kaisa hai wo Main to us k ek ek lamhay ka rakhta hun shumaar Aur meray haal_e_dil say kaisa bekhabar hai wo Us ka hona he bohat hai, wo kahin hai to sahe Kaya sarokaar us say hai mujh ko, kaisa hai wo…. . http://dl3.glitter-graphics.net/pub/...md1m5z8dpr.gif |
Re: Kaya sarokaar us say hai mujh ko, kaisa hai wo…. .
Hmm Nicee
|
Re: Kaya sarokaar us say hai mujh ko, kaisa hai wo…. .
Nice...
|
Re: Kaya sarokaar us say hai mujh ko, kaisa hai wo…. .
thnx............
|
Re: Kaya sarokaar us say hai mujh ko, kaisa hai wo…. .
nyc....
|
Re: Kaya sarokaar us say hai mujh ko, kaisa hai wo…. .
Nice...
|
All times are GMT +5. The time now is 12:07 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.