![]() |
a Problem regarding ISLAMIC SMS.
Assalam Alaikum
Hum sab ko roz bohat sarei sms mausool hotey hain irshadaat duain aur khas kar ahadees Aap sab sei bus itni guzarish hai ke kisi bhi sms ko parh ker amal karne ya us ko agei farward karnei sei pahlei us ki sihat ki tasdeeq bhejnei walei sei karlein matlab reference. Jaisey hum ko rozana aisy cheezein mausool hoti hai jaisa kei "10 YA 20 LOGO KO BHEJO TOU KHUSH KHABRI MILEI GI NA BHEJNEI WALA HALAAK HOGA YA KUCH AUR" IS PER LAHOL PARH KE DEL KARDIA KAREIN "KISI MAHINEI KA CHAND DEKH KAR AGEI KHABAR KARNEI WALO KI MAGHFIRAT YA KUCH AUR" AUR AFSOS KE YAH SAB AAPsaw SE MANSOOB KARTEY HAIN (MAAZ ALLAH) BEHERHAAL AHADEES SUNKAR AGEI BARHANEI ME AHATYAAT KIA KIJYE KIO KE KOI AISY BAAT JO AAP SAW NEI NAHI KAHI AUR WO UNSEI MANSOOB KARDI JAYE TOU YAH BOHTAN MEI AYEGA AUR BIDAAT SHUMAAR HOGI. JAZAL ALLAH. |
Re: a Problem regarding ISLAMIC SMS.
Mujhay To Quranic Verses Bhi Kabhi Kabhi Ghalat Refrences K Sath Milti Hain, Jab Mein Us Ki Quran-e-Pak Say Tasdeeq Karta Hoon To Pata Lagta Hay Ye Ayat Nahi.. Very well Said Shaam, Tehqeeq Karo.. Aur Doosri Baat Koi Baat Rasool Allah "Sall'Allah'Ho'Alehi'Was'sallam" Say Mansoob Ki Jaye To Ap Bhi Usay Baghair Tasdeeq K Kabhi Rudd Mat Karo.. Jazak'Allah |
Re: a Problem regarding ISLAMIC SMS.
Bilkul Theek kaha Shaam.... Baghir tahqeeq amal ya forward kerty hay tu humry saat saat dosro ku bhi takleef huti hay ...Khair JazakaALLAH for informing
|
Re: a Problem regarding ISLAMIC SMS.
JazakALLAH
Fankx fO Sharin !! |
Re: a Problem regarding ISLAMIC SMS.
JazakALLAH
|
Re: a Problem regarding ISLAMIC SMS.
Jazak-Allah
Thankx For Shairing |
Re: a Problem regarding ISLAMIC SMS.
Quote:
thanks for sharing |
Re: a Problem regarding ISLAMIC SMS.
thanks for liking it hmmm
|
Re: a Problem regarding ISLAMIC SMS.
Jazak allah
|
Re: a Problem regarding ISLAMIC SMS.
Jazak-Allah khair
|
All times are GMT +5. The time now is 02:57 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.