![]() |
zinda hain hum
Zinda rahen to kia hai, jo mar jayen hum to kia
Duniya se khamoshi se guzar jayen hum to kia Hasti he apni kia hai zamane k saamney Ik khuwaab hai bikhar jayen hum to kia Ab koun muntazir hai hamare lie wahan Shaam aa gayi lout k ghar jayen hum to kia DiL ki khalish to saath rahe gi tamaam umer Darya-e-Gham k paar utar jayen hum to kia |
Re: zinda hain hum
Very Nice..
|
Re: zinda hain hum
Buhat Xabardast
|
Re: zinda hain hum
shukria...
|
Re: zinda hain hum
|
Re: zinda hain hum
bahat khoob .... zabardast
|
Re: zinda hain hum
Kool sharing..like dis 1 |
All times are GMT +5. The time now is 04:18 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.