![]() |
MY IDENTITY." Yes, But Who Are You?"
'' I Am Telling You About A Certain Mentality . A Mentality Which Gave Birth To Many Kinds Of Prejudice And Hatred In Pakistan. A Mentality Which Broke Pakistan. Take A Young Muhajir Looking For A Job . He Has Secured Top Position In All His Exams. He Goes For An Interview , " They Ask Him : ' Where Are You From ? ' " He Replied That He Is From Karachi Or Hyedarabad . " But They Say : ' No Who The Hell Are You ?' " He Says That He Is Pakistani , A Mussalman. " No we Know That, But Where Are You From Originally ? ' " He Says He Belong To Karachi, That Is All. " No, No, Where Were Your Father And Grandfather Born?' " He Says That His Father And Grandfather Were Born In Hindustan. " Ah ! So You Are A Muhajir. " How Am I Muhajir ? He Cries. 'My Father Migrated, I Did Not . I Was Born Here, In Pakistan. ' "No, No ! Your Identity Is Not That Of Punjabi, Sindhi, Baluch, Or Pathan. So You Are Muhajir. A Child Born Of A Muhajir Is A Muhajir.' " I Do Not Understand Or Accept This,' He Cries , ' I Am Hearing This From You Today For The First Time. " He Gives The Interview And Returns To Discover That Whilst Duffers Have Been Selected Those Who Had A Series Of First Class Results, And Came First In The Written Exam For The Job As Well, Were Not Selected. They Failed The Interview Because Their Fathers Had Migrated . when This Happened Again And Again Muhajir Boys Started Migrating First To England And America . Because Of The Need And Their Qualifications They Could Go There. When These Countries Reached Saturation Avenues Opened For Them In The Middle East. That Reached Saturation Point As Well. The Muhajir Youth Set At Home, He Had Education But No Job. His Frustration Grew. If Hunger, Poverty And Deprivation Are Not Alleviated, They Lead To Negative Tendencies. This Kind Of A Saturation Usually Pushes People Towards Crime. Thank God That The Muhajir Qoumi Movement Was Established And This Frustrated Youth Got An Outlet. It Saw Hope. " Please Understand, That This Discrimination By The Hierarchy, Not Altaf Hussian, Made Them Muhajir. It Was The Discrimination, The Treatment Meted Out To Them By Prejudiced People In Authority Which Created In Them A Sense Of A Separate"Muhajir" Identity. Now The Word "Muhajir" Does Not Carry Only Its Dictionary Meaning but A Wider Meaning As Well . Today, In Relation To Pakistan, When It Is Asked What Percentage The Muhajirs Are, It Will Be Understood In The Whole World That The Muhajirs Are Separate Identity Like The Pathan, Sindhi, Punjabi Or Balochi." |
Re: MY IDENTITY." Yes, But Who Are You?"
What The Hell Yaar =S , Mein Kya Karo'n Is Thread KO Read Kar Kay, Sympathy with Muhajirs? Afsos? Aaah O Baqaa? Cheekh O Pukaar? Mulq Ka Naam Badnam Karo'n Isay Copy Kar Kay Jaga Jaga Post Kar Kay?? Yaa Koi Aisa Solution Dhoondo'n, Jo Is Na-Soor Ko Us Chotay Say Khitay Karachi Say Khatam Kar Day.. Btw Mein Khud Muhajir HOwa Agar Muhajir Ki Definition Yehi Hay K Wo India Say Migrate Howay Hain.. Mere Grand Fathres India K City Hushyaar Pur Say Hain.. Mere Sath To Aisa Sulook Nahi Howa.. Acha Chalo Aisa Ghair Insani Sulook Karachi Mein Horaha Hay Muhajirs Kay Sath Magar Ap Mujhay Reason Batao Society Mein Ye Statements Spread Karnay Ki? Kya Un Ka Dukh Aisi Statements Jo Kay Pakistan Ka Image Kharab Karti Hain Khatam Kar Daingi? Ya K Hath Pair Hilanay Say Khatam Hogi? Lahore Ajao Muhajiro.. Punjab Mein Abaad Hojao.. Kya Ye Solution Nahi Is Baat Ka? Ahhhhh Ye Statement Sirf Aik Propaganda Hay... Party Leadership K Naam Ko Promote Karnay Ka, Aur Kuch Nahi Here you Go.. Quote:
|
Re: MY IDENTITY." Yes, But Who Are You?"
ALLAH KA SHUKAR HAI HUMARE YAHAN AISA KOI SAWAL NAHI HOTA ![]() InformationALL INDIANS' CV OR BIO-DATA
|
Originally Posted by Truth Reveals
(Post 859146)
[b][center][size="3"][size="3"]What The Hell Yaar =S , Mein Kya Karo'n Is Thread KO Read Kar Kay, Sympathy with Muhajirs? Afsos? Aaah O Baqaa? Cheekh O Pukaar? Mulq Ka Naam Badnam Karo'n Isay Copy Kar Kay Jaga Jaga Post Kar Kay??
|
Re: MY IDENTITY." Yes, But Who Are You?"
i wont say anything : )
sab acha kahne sei sab acha nahi hota look at this http://www.youtube.com/watch?v=xmSJF...eature=related bhutto sb ne urdu speaking ke lia kaha samnder choose kia phir us ke baad jo kuch huwa aaj Liquat Jatai sei leikei us waqt ke army journal bhi is ko conspiracy kahrahey hain anyway apna apna point of view hai aur sab ki soch samnei aani hi chaiye : ) SALMAN i think its not about india or Pakistan. It about halat e ummah. |
Re: MY IDENTITY." Yes, But Who Are You?"
Zameen Mein Fasaad Phailanay Walay Ko Allah Kari Say Kari Saza Dayga Inshallah.. Mein Abhi Yaha Baithay Baithay India K Halaat Bhi Proof Kar Sakta Hoon Salman Saab Jo Waha Hindu Muslim Fasadat Hotay Hain Aur Inteha Pasandi Panapti Hay Aur Shaam USA Kay Halaat Bhi Proof Kar Sakta Hoon K Kis Tarha Blacks Ki Nasal Kashi Howi Waha.. Ye Problem Poori Dunya Mein Hay,.. Sirf Pakistan Ka Hissa Nahi.. Aur Ummat Kay Haal To Bohat Bad Say Badtar Hain, Magar Is Maslay Ki Roots Zyada Political Parties K Mafadaat Say Milti Hay.. Doosra ye K Mein Nay Ye Nahi Kaha K Pakistan Mien Aisa Nahi Horaha.. Shaam Saab Baat ye Nahi Kay Pakistan Mein Aisa Kuch Nai, Baat Ye Hay K Ghar Mein Agar Koi Burai Hay To Wo Us Soorat Mein Hi Bayan Karni Hay Jab Ap Ko Nazar Aye K Is Mein K Is Tarha Karnay Say Koi Behtari K Chances Hain.. Jis Forum Par Baith K Ap Ye Statement Post Kar Rahay Ho.. Waha 2 Hi Result Hongay IS Kay.. Pakistani Generation Pakistan Say Bad'Dil Hojayegi Doosra Anti Pakistan Elements Ap Ki Statement Ko Bunyad Bana K Ulti Seedhi Batain Karaingay.. Jo K Ap Nay Daikh Hi Liya Hay :) To Mere Bhai Koshish Karo, Kuch Positive Karnay Ki :) |
Re: MY IDENTITY." Yes, But Who Are You?"
kia problem ko identify kiye bagher us ka hal jaa sakta hai
ilaaj ke lia tashkees zaroori hoti hai mera khayal hai... |
Re: MY IDENTITY." Yes, But Who Are You?"
Marz Ki Tashkhees Hochuki Hay.. Ab Ilaj Ka Waqt Hay.. Aur Is Thread Ka Ilaj Say Door Door Ka Koi Wasta Nahi.. Phir Bhi Jaisay Ap Behtar Samjhain.. Wasalam |
Re: MY IDENTITY." Yes, But Who Are You?"
nahin shaam yaar aisa nahin hy truth sahi kehta hy mai bee pir aisa ee huwa main by birth dubai sey or mai
gaya isl bee raha n khi bee raha magar merey sath isl mei sab theek tha khi mei ee mahajiro sey ee maine yeh suna wo kehtey yeh gilgiti hy ye punjabi yeh wo hy yeh yeh hy maine to apni ankho sey dekha jo ap bata rahey ho yeh to ajkal mutahida waley dusro k sath kar raha agr smj lo k aisa huwa bee to iska yeh matlab hy k jab ap powerty mei ajaogey to ap bee yehi salook dusro k sath karogey bhayi maine itna dekha hy jo kamzor hota hy chahye wo punjabi bee ho chahey to sindhi ho chahey wo arabi ho chahey wo angraiz ho usko sab dunya darati hy magar jo powerful hota hy wo chahey angraiz ee ku na ho pakistan mei akar N>I>C> banwayega paisa khailayega usko bee mil jayega matlab kehney ka yeh hy k aisi batein poori dunya mei hy srf paki mei ee ni or hur country mei achey burey log hotey hain yaar hope apko meri bat buri nahin lagi hogi or lagi to sorry |
Re: MY IDENTITY." Yes, But Who Are You?"
Nice sharing, waise ek bat bataon, aap logon ko yahan es tarah talakh kaalami se masayel solve nae ho jayegein balkay aor masayel create hongay, is tarah ek dosre ke ghaltiyan nekalna ghalat bat hay kionke yeh eik ejtemaye ghalti hai aor esay itne asani se hal nae kiya ja sakta, istarah ek dosrey pe elzam lagane ka matlab tekh ose tarah hai jis tarah ek insaan kisi cheez pe mity ka tel ya petrol dalta hay tu dosra diya jalaka kar osey jala deta hai, is tarah ki discussion se hamari misal os petrol dalne wale insan ki tarah ho jati hai jo ke bad may is tarah batein parh kar baaz logoon ke dilon mai nafrat aor ya inteqaam ka tasawor ajata hai aor woh phir isy tarah woh bhi ek nayi ghalti kar deta hai. :smokin2:so better we give solution instead of criticising each other.. |
Re: MY IDENTITY." Yes, But Who Are You?"
i totally agree with truth reveal.
|
All times are GMT +5. The time now is 12:05 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.