![]() |
bana mujhey khaak aur dunya pei bicha dei.
koi nagma e zindagi mujhey bhi suna dei jo hai taqdeer ke us paar wo mujhey dikha de milei merei wujood se noo e isnaan ko nai fikr meri zaat her ek naye toofaan ka pata dei hoo nahi mei asmaan apnei aslaaf ki manind bana mujhey khaak aur dunya pei bicha dei mujhey vasl ki lazzat sei na aashna hi rakhna mujhey shauq ki dhoop me jalne ka maza dei teri zaat ho perhan meri rooh ka her saaans tu mujh pe ho ashkaar yah ramz mujhey sikha dei |
Re: bana mujhey khaak aur dunya pei bicha dei.
Aameen..............Great Poetry.............Keep it up !!MashALLAH
|
Re: bana mujhey khaak aur dunya pei bicha dei.
shukriyaa.
|
Re: bana mujhey khaak aur dunya pei bicha dei.
acha likha hai................!
|
Re: bana mujhey khaak aur dunya pei bicha dei.
shukrai safa ji.
|
Re: bana mujhey khaak aur dunya pei bicha dei.
i like this . keep sharing
|
Re: bana mujhey khaak aur dunya pei bicha dei.
bohat acha hai keep it up... |
Re: bana mujhey khaak aur dunya pei bicha dei.
buhat Aala...
|
Re: bana mujhey khaak aur dunya pei bicha dei.
shukria
|
All times are GMT +5. The time now is 12:40 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.