![]() |
samander bhi bipher jaata hai....
din tere sang sang shaam ankho utar aataa hai
mei tera saya hoo mujhey tu kidher jaata mujhey ilzam na do me samander ki tarha sakit hi raha hoo yah bhi maano ke samnder bhi kabhi bipher jaata hai bohat ujaar rahta hai merei sath meri pal pal per jab teri aahat ho tou wo pal bhi sanwar jaata hai tera fasoon, tera khayal, teri adaa teri baatein bus yahi hai roz o shab soch ka zaviya jidher jata hai wo idraak nahi rakhtey kei kahein aur meri ilaaj nahi jo kahtey hain tu roz us dar kidher jaata hai roz meri kudh pasandi ek qila'a banati hai kudhparasti ka roz terei khayaal sei wo hawa mei bikhar jaata hai khuda is raat ko meri zindagi ka naseeb kardei ke subh phoot tey hi nasha bhi utar jaata hai yah yaar mere beech manjdhaar me hi chor jain gei supard e toofan hoo dekhoo tou le kidher jaata hai mera dil na ho reza reza yah soch ke wo door hogaya nahi jata akser phir bhi khayal mera idher jaata hai .... |
Re: samander bhi bipher jaata hai....
Hmm..Nice
|
Re: samander bhi bipher jaata hai....
shukriyaa
|
Re: samander bhi bipher jaata hai....
nice sharing
|
Re: samander bhi bipher jaata hai....
like this poetry
|
Re: samander bhi bipher jaata hai....
so nice poetry ......
|
Re: samander bhi bipher jaata hai....
thanks for this sharing......
|
Re: samander bhi bipher jaata hai....
awesome sharing
|
Re: samander bhi bipher jaata hai....
nice sharing
|
Re: samander bhi bipher jaata hai....
thanks for your sharing
|
All times are GMT +5. The time now is 09:47 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.